मालिक बनो नौकर नहीं | OWNER VERSUS EMPLOYEE | Job vs Business |GIGL | Start a Business with no money

In this video we will see the difference between Job and Business..!! To dosto is video me hamne Job aur business ke beech me difference dekha ki kaise. Ek taraf job jisme security to hai par at the same time.. earning power me ceiling bhi hai yaani ek particular amount se zaada ham earn nhi kar sakte. Vahi par startups bhaut attractive to hai lekin ek startup usually successful hone me on an average minimum 6-10 years le leta hai aur uske baad bhi ham certain nhi hai ki startup succeed karega ya nhi. Kyunki startup by definition is an experiment and experiments are meant to fail.  Lekin phir bhi agar ham startups me intersted hai to best yehi hai ki shuru me ham oart time hi start kare jaise ki billionaire Mark Cuban Bolte hai. Aur 1-1.5 saal me pata chal jaata hai ki business kaha jaa raha hai aur aap usme kitna time invest karne ke liye tayaar hai.  Next part me hamne dekha tha ki creators ko hi reward milta hai na ki consumers ko. Isiliye agar hamara startup succeed ho jata hai. to obviously ek wealth to create hoti hi hai iske ilava agar hamne ache dhang ka startup khola hai jis se logo ki bhi help ho rhi hai to apni country ki taraaki me bhi hamara haath hoga. Aur ye ek win win situation hogi. Isme hamne dekha tha ki Japan kaise 2nd world war ke baad apne production ke karan hi asia ki sabse pehli developed country bani.

2356 232