Shaayad main zindagi ki seher leke aa gaya
25th March 2023 ko raat 2 baje main in dono ghazals ko record kar raha hun .. ajeeb sannata kaano mein baj raha hai .. meri aawaaz mein bujhi bujhi si ek udaasi mehek rahi hogi .. main in ashaaron ki ungli pakad kar zindagi ke qareeb jaana chaahta hun ..