Jamal Ehsani - Zameen par (Ghazal)

Jamaal Ehsani ko maine kuch waqt pehle parhna shuru kia. Pakistan ke mumtaaz shayar the aur unke kalaam me jiddat ya nayapan bht paaya jaata hai. mazameen ka maza to hota hi hai, saath hi sath, peshkash bhi behtreen hoti hai. dekhiye unhone ek bht hi restricted radeef ke saath kya kamaal kia hai is ghazal me. pesh hai jamal ehsani ka kalaam. ps. mail me anytime at aamir@urdudaan.in --- Support this podcast: https://podcasters.spotify.com/pod/show/urdudaan/support

2356 232

Suggested Podcasts

Brianne McGuire

Salman Khan

Exploding Helicopter

Swami Guruparananda

Mountain Rose Herbs

ABV Network

Prof. Greg Jackson

Anushka Tewari