Acchi Neend Ke Liye Bedtime Story - Kalam Ki Kahani
Humare app ko install karne ke liye iss link par click kare: https://bit.ly/3zDVXic Kalam ki khoj toh syahi ke saath hi ho gayi thi, lekin, vah aaj jaise kalam nahi the. Yakinan vah kisi ped ki daliyan thi, inhe aujaaron se nukili bana liya gaya tha, isey hi baar baar duba kar likha jata tha, aur chitrakari ki jati thi. Yeh ek mushkil kaam tha, baar baar dubane aur phir kaam mein lane mein kaafi waqt kharab hota tha. Yeh ek mushkil kaam tha, baar baar dubane aur phir kaam mein lane mein kafi waqt kharab hota tha. Dusri sab se badi jo mushkil thi vah thi flow ko le kar, kabhi nok par roshnayi zyaada hoti thi, toh kabhi kam, natije mein kai baar chitra ki rekhaayein bhi usi tarah se moti aur patli ho jati. Likhawat mein bhi aisa hi hota tha, bas kaam chal raha tha. Aakhir fountain pen aur phir, ball point pen tak ka safar kaisa tha yeh hum aapko batayenge aur aap kahani sunte sunte dheere dheere neend mein samate jaayenge. #insomniacure #neendnaaayetokyakare #insomniatreatment #neendaanekailaj #sleepdisorder #nindaanekeupay#sleepproblems #bedtimestoriesforadults #sleepstoriesforadults #AcchiNeendlaanekeliyekyakare #Acchineend #Insomniacure #neend #sleep #kahani #Relaxing --- Send in a voice message: https://anchor.fm/neend/message