Passive income क्या है? कहाँ - कहाँ से passive income कर सकते है?
Passive income क्या है? कहाँ - कहाँ से passive income कर सकते है? financial freedom कैसे पाये? Jaisa ki maine apne last show me bola tha ki main apko bataungi ki kaise ap apne income ko automatic mode pe laga sakte hai. Matlab ki ek baar ap koi kaam krke chor de aur vaha se apki earning hmesa aati rhe. Mostly log jante honge ki income two type se hoti hai. 1 active income 2 passive income Active income like ap kisi office me job krte hai and month ke end me apko ek fix ammount milta hai. And passive income vo hai jisme aap kaam kar rhe ho ya nahi kr rhe, apki income hoti rahegi. And sabhi successful log passive income ke through hi financial freedom achieve krte hai. Lekin 80 % people ek eaisi mistake krte hai jiske wajh se unki life me financial problem bani hi rheti hai.