Gehri Neend Ke Liye Relaxing Story - Olive Ridley Turtle
Humare app ko install karne ke liye iss link par click kare: https://bit.ly/3zDVXicPrakarti ki sundarta ko samjhna apne aap mai ek aashcharyajanak anubhav hai aur aisa hi ek anubhav hamein milta hai Orissa ke Gahirmatha beach par. Har saal january se march ke beech ek aisa adhbhut phenomenon hota hai jiska vishwa bhar ke environmentalist ko intezar rehta hai. Olive ridley turtles hazaron kilometers ki yatra kar orissa ke gahirmatha tath par ande dene aate hai aur phir in ando se nikle bacche samudri marg se wapas hazaro kilometer durr apne niwas sthaan par chale jate hai. Maana jata hai ki lagbhag 30 saal baad yahi turtles jab prajanan ke lie yogya hote hai toh thik ussi jagah par ande dene aate hai, jaha unka janm hua tha. Iss samay mai lakhon turtles se ye pura samudra bhar jata hai sunhera sa dhikne wala ye retila samudri tath kaise hara bhara hojata hai janenge aaj ki kahani mai aur yeh kahani sunte sunte aap neend ki aaghosh mai samate chale jaaenge.#insomniacure #neendnaaayetokyakare #insomniatreatment #neendaanekailaj #sleepdisorder #nindaanekeupay #sleepproblems#bedtimestoriesforadults #sleepstoriesforadults #AcchiNeendlaanekeliyekyakare #Acchineend #Insomniacure #neend #sleep #kahani #Relaxing #SleepBetter #Dreams #Khaawb #InmproveSleepCycle #DeepSleep #GehriNeendSona #NeendMeinLeen #SleepGoals #ChutkiMeinNeendAana #TurantNeendLaaneKiTrick