Take care dosto by Vijay Jangid
Hello dosto, aap sab ko pata hain ki situation abhi bhi utani nahin sudhari hain. Isliye is podcast mein maine baat ki hain hum sabhi ki. Apna dhyaan rakhiye aur ghar par rahe kyo ki filhaal hume is corona ko harana hain. Aur sabhi madad karne walo ko salaam.?? Take care ! ?